Irshad Kamil Poetry Shayari Nazams and Songs
Irshad Kamil is an Indian poet and lyricist.
He has written books of his Poetry and Nazams. Irshad Kamil poetry is one of the best poetry.
Born On - 5th Sep 1971
Malerkotla from Punjab
You see, Irshad Kamil songs in Bollywood films -
Aashiqui 2
Love Aaj Kal
Love Aaj Kal 2
Rockstar
Tamasha
Raanjhanaa
Jab Harry Met Sejal
Highway
Jab We Met
Once Upon In Mumbai
Ajab Prem Ki Gajab Kahani
And many more films
Irshad Kamil Poetry and Shayari
Khayalon ka shehar…
Tu jaane tere hone se hi aabaad hai
Hawayein haq mein…
Wohi hai aate jaate jo tera naam le
Tu jaane tere hone se hi aabaad hai
Hawayein haq mein…
Wohi hai aate jaate jo tera naam le
- Irshad Kamil Poetry
Hawayein
Milke bhi, hum na mile,
Tum se na jaane kyun.
Meelon ke, hai faasle,
Tum se na jaane kyun
- Irshad Kamil Poetry
AGPK
Mausam Ke Azaad Parindey,
Haathon Mein Hai Uske
Ya Woh Bahaaron Si Hai
Sardi Ki Woh Dhoop Ke Jaisi,
Haathon Mein Hai Uske
Ya Woh Bahaaron Si Hai
Sardi Ki Woh Dhoop Ke Jaisi,
Garmi Ki Shaam Hai
Pehli Puhaaron Si Hai
Pehli Puhaaron Si Hai
- Irshad Kamil songs
Shayad kabhi na kehe sakoon main tumko
Kahe bina samajh lo tum shayad
Kahe bina samajh lo tum shayad
- Irshad Kamil Poetry
Love Aaj Kal 2
Hua chaaron ore shehnaai shor
Tu meri ore ab chal nikla
Chadhi prem lor o dil ke chor
Kar meri bhor ab mukh dikhla
- Irshad Kamil Poetry
Tu meri ore ab chal nikla
Chadhi prem lor o dil ke chor
Kar meri bhor ab mukh dikhla
- Irshad Kamil Poetry
Comments
Post a Comment